Rahe Na Rahe Hum Mp3 Free

Staring : Vijay Anand, Shabana Azmi, Rehana Sultan, Simple Kapadia, Ashok Kumar
Director : Ketan Anand, Chetan Anand
Music Director(s) : Bappi Lahiri
Composer(s) : Bappi Lahiri
Singer(s) : Dilraj Kaur, Kishore Kumar, Suresh Wadkar, Bappi Lahiri, Sharon Prabhakar, Asha Bhosle
Downloads : 738 times
Rating :
Description : Download Now Chandani Khil Rahi Ho - Mp3 Song Dilraj Kaur, Kishore Kumar, Suresh Wadkar, Bappi Lahiri, Sharon Prabhakar, Asha Bhosle in 190kbs & 320Kbps only on Songsmp3, The Music Of Album Hum Rahe Na Hum Movie Mp3 Songs (1984) Composed By Bappi Lahiri The Features Star Cast Of Hum Rahe Na Hum Movie Mp3 Songs (1984), Have Total 6 Sound Tracks From New Music Album 'Hum Rahe Na Hum Movie Mp3 Songs (1984)'. Free Download or listen online - in HD High Quality Audio.
Chandani Khil Rahi Ho
Size : 4.47 MB, Downloads : 1016
by Asha Bhosle, Kishore Kumar

Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal. Aane waali subah jaane. Rang kya laaye deewaani. Meri chaahat ko rakh lena. Jaise koi nishaani. Hum rahe ya na rahe, yaad. Download Mp3 Mp4 Hum Jaise Jee Rahe Hai Mp3 Download Pagalworld free 320 kbps, Play to listen Hum Jaise Jee Rahe Hai Mp3 Download Pagalworld and click button below to download this songs.

Size : 5.34 MB, Downloads : 706
by Dilraj Kaur, Kishore Kumar, Suresh Wadkar
Size : 3.9 MB, Downloads : 757
by Data not available.
Size : 3.95 MB, Downloads : 526
by Bappi Lahiri
Size : 5.01 MB, Downloads : 605
by Kishore Kumar

ham loTte haiñ vo so rahe haiñ

kyā nāz-o-niyāz ho rahe haiñ

kyā rañg jahāñ meñ ho rahe haiñ

do hañste haiñ chaar ro rahe haiñ

duniyā se alag jo ho rahe haiñ

takiyoñ meñ maze se so rahe haiñ

pahuñchī hai hamārī ab ye hālat

jo hañste the vo bhī ro rahe haiñ

tanhā tah-e-ḳhāk bhī nahīñ ham

hasrat ke saath so rahe haiñ

sote haiñ lahad meñ sone vaale

jo jāgte haiñ vo ro rahe haiñ

arbāb-e-kamāl chal base sab

sau meñ kahīñ ek do rahe haiñ

palkoñ jhapak dikhā ke ye but

dil meñ nashtar chubho rahe haiñ

mujh dāġh-nasīb lahad par

laale vo biij bo rahe haiñ

piirī meñ bhī ham hazār afsos

bachpan niiñd sau rahe haiñ

dāman se ham apne dāġh-e-hastī

āb-e-ḳhanjar se do rahe haiñ

meñ jaag rahā huuñ a shab-e-ġham

par mere nasīb sau rahe haiñ

ro.eñge hameñ rulāne vaale

Dūbeñge vo jo Dubo rahe haiñ

ai hashr madīne meñ na kar shor

chup chup sarkār sau rahe haiñ

ā.īne pe bhī kaḌī nigāheñ

kis par ye itaab ho rahe haiñ

bhārī hai jo motiyoñ maalā

aaTh aaTh aañsū vo ro rahe haiñ

dil chhīn ke ho ga.e haiñ ġhāfil

fitne vo jagā ke sau rahe haiñ

hai ġhair ke ghar jo in dāvat

ham jaan se haath dho rahe haiñ

sad shukr ḳhayāl hai usī

ham jis se lipaT ke sau rahe haiñ

ho jaa.eñ na ḳhushk daaġh ke phuul

aañsū un ko bhigo rahe haiñ

aa.egī na phir ke umr-e-rafta

ham muft meñ jaan kho rahe haiñ

kyā girya-e-be-asar se hāsil

is rone pe ham to ro rahe haiñ

Rahe Na Rahe Hum Mehka Karenge Mp3 Free Download

fariyād ki nāḳhudā-e-kashtī

kashtī ko mirī Dubo rahe haiñ

kyoñ karte haiñ ġham-gusār taklīf

aañsū mire muñh ko dho rahe haiñ

mahfil barḳhāst hai patañge

ruḳhsat sham.oñ se ho rahe haiñ

hai coach vaqt āsmāñ par

taare kahīñ naam ko rahe haiñ

un bhī numūd hai koī dam

vo bhī na raheñge jo rahe haiñ

duniyā ye rañg aur ham ko

kuchh hosh nahīñ hai so rahe haiñ

Thahro dam-e-naza.a do ghaḌī aur

do chaar nafas to rahe haiñ

phuul un ko pinhā pinhā ke aġhyār

kāñTe mire haq meñ bo rahe haiñ

zaanū pe 'amīr' sar ko rakkhe

pahroñ guzre ki ro rahe haiñ

hum loTte hain wo so rahe hain

kya naz-o-niyaz ho rahe hain

kya rang jahan mein ho rahe hain

do hanste hain chaar ro rahe hain

Rahe Na Rahe Hum Mp3 Free

duniya se alag jo ho rahe hain

takiyon mein maze se so rahe hain

pahunchi hai hamari ab ye haalat

jo hanste the wo bhi ro rahe hain

tanha tah-e-KHak bhi nahin hum

hasrat ke sath so rahe hain

sote hain lahad mein sone wale

jo jagte hain wo ro rahe hain

arbab-e-kamal chal base sab

sau mein kahin ek do rahe hain

palkon ki jhapak dikha ke ye but

dil mein nashtar chubho rahe hain

mujh dagh-nasib ki lahad par

lale ka wo bij bo rahe hain

piri mein bhi hum hazar afsos

bachpan ki nind sau rahe hain

daman se hum apne dagh-e-hasti

aab-e-KHanjar se do rahe hain

mein jag raha hun a shab-e-gham

par mere nasib sau rahe hain

roenge hamein rulane wale

Dubenge wo jo Dubo rahe hain

ai hashr madine mein na kar shor

chup chup sarkar sau rahe hain

aaine pe bhi kaDi nigahen

kis par ye itab ho rahe hain

bhaari hai jo motiyon ka mala

aaTh aaTh aansu wo ro rahe hain

dil chhin ke ho gae hain ghafil

fitne wo jaga ke sau rahe hain

hai ghair ke ghar jo in ki dawat

hum jaan se hath dho rahe hain

sad shukr KHayal hai usi ka

hum jis se lipaT ke sau rahe hain

ho jaen na KHushk dagh ke phul

aansu un ko bhigo rahe hain

aaegi na phir ke umr-e-rafta

hum muft mein jaan kho rahe hain

kya girya-e-be-asar se hasil

is rone pe hum to ro rahe hain

fariyaad ki naKHuda-e-kashti

kashti ko meri Dubo rahe hain

kyon karte hain gham-gusar taklif

aansu mere munh ko dho rahe hain

mahfil barKHast hai patange

ruKHsat shamon se ho rahe hain

hai coach ka waqt aasman par

tare kahin nam ko rahe hain

un ki bhi numud hai koi dam

Hum Rahe Na Rahe Kal

Hum

wo bhi na rahenge jo rahe hain

duniya ka ye rang aur hum ko

kuchh hosh nahin hai so rahe hain

Thahro dam-e-naza do ghaDi aur

do chaar nafas hi to rahe hain

phul un ko pinha pinha ke aghyar

kanTe mere haq mein bo rahe hain

zanu pe 'amir' sar ko rakkhe

pahron guzre ki ro rahe hain

Source :
VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Rahe Na Rahe Hum Mp3 Song Download

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

Rahe Na Rahe Hum Mp3 Song Download Mr Jatt

OKAY